Hello
dosto mein M Irfan ap khidmat mein hazir hon ho dosto phla Meina ap ko data entry ka bar mein.
btaya tha aj ka is tutorials meina ap ko typing master ka bara mein btaein ga ka ap acha sa typing master kesa use kr sakta hein.
dosto wesa to bhot sa typing software market mein majood hein lekn jo mera passandeda software ha os ka bara mein
aaj mein ap ko btana wala hon jis ka name ha tiping master
is mein exersice bni hoi hein aur on ko ap na follow krna ha is ka elava kuch tips mein bhi ap ko btana wala hon
- Daily Ap na typing krni ha
- jb tak ap ki 1 exersice ki speed 40 na ho jay 2nd exsersice ko start ni krna
- jb ap typping kr raha hon to key board pa ni dekhna.
#Note
Yad rakhein typing krna sa phla fingure ka shahi istemaal lazmi ha warna koi faida ni typing krna ka
agr mazeed explan sath meina video bnai ha jis mein prectical kr ka dekhaya ha wo bhi ap dekh sakta hein
aur umeed ha ap ko ya tutorials bhot faida da ga aur ap in baton pa dehaan bhi deinga.thaks for reading
How To Improve Typing Speed for Data Entry Job
Reviewed by pakforce66
on
September 14, 2018
Rating:
No comments: